Wednesday, May 26, 2010

Good Day.....


Jab hum apne beete huye dino k bare me sochte hain to kabhi khushi hoti hai aur kabhi gam hota hai kyonki humare jeevan me kyee prkar ke vichar vale log aate hain.
Main yahan pr ye kehna chahuga ki kyo hum apne aap ko nhi pechan pate logo ko sirf apna matlab nikalna hota hai.
Kisi k liye agar mansik shanti ki zarrurat ho to Shant lekin sunder jagah hai Aur us jagah ka name hai....Kais Gompha..
Main vahan bahut baar gaya hoon lekin is baar jab Handimachal Kullu Therapy Unit Team Apna 8th awareness camp karke Vaapis aa rahee thee to humne Kais Gompha dekhne ka plan banaya...
Itna sunder nazara aur sunny day hone k kaaran hme bahut achha laga.

No comments:

Post a Comment